jay ganesh jay ganesh jay ganesh deva
mata jaki parvati pita mahadeva
ekadant dayavant char bhujadhari
mathe par tilak sohe muse ki savari
pan chadhe phal chadhe aur chadhe meva
ladduan ka bhog lage sant karen seva
andhan ko ankh det kodhin ko kaya
banjhan ko putra det nirdhan ko maya
'sur' shyam sharan ae saphal kije seva
mata jaki parvati pita mahadeva


